Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Yaar Pyar Ho Gaya

Script

Verse 1

ali: (haa haa haa haa haa) -2 raa raa raa roo roo raa raa raa haa hoo hoo raa raa raa haa haa haa

Verse 2

(yaar pyaar ho gayaa, kuchh to yaar ho gayaa TooT ke ye badan baazuoN mein teri zaar-zaar ho gayaa, haah) -2 yaar pyaar ho gayaa

Verse 3

abhi: (zaraa band kar looN khuli khiDkiyoN ko main parde giraa dooN sanam jo tere-mere beech mein aa gayee hai vo doori miTaa dooN sanam ) -2 ali: chamatkaar ho gayaa, han, kuchh to yaar ho gayaa abhi: TooT ke ye badan baazuoN mein teri zaar-zaar ho gayaa ali: aah, pyaar-pyaar ho gayaa (raa raa roo roo roo) -2 (raa raa raa roo raa roo roo) -2 (teraa jism chhoo ke mohabbat ki lau se dahaktaa hai meraa badan sulagti hain saaNsen bahakte hain armaaN mahaktaa hai meraa badan) -2 abhi: kyaa Khumaar ho gayaa, haaN kuchh to yaar ho gayaa ali: TooT ke ye badan baazuoN mein teri zaar-zaar ho gayaa abhi: yaar pyaar ho gayaa, kuchh to yaar ho gayaa ali: TooT ke ye badan baazuoN mein teri zaar-zaar ho gayaa (haa haa haa haa haa haa haa) -4