Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Dil Chura Liya

Script

Verse 1

ka: mere dilbar mere jaanam maine tumse pyaar kiyaa re bechaini baDhti jaati hai tune kaisaa dard diyaa re (maine pyaar tumhin se kiyaa re) -2 (dil churaa liyaa) -4

Verse 2

a: teri pahli nazar ne meraa chain churaayaa teraa Khvaab jo aayaa raatoN ko jagaayaa teri pyaas ko maine hoNThoN pe sajaayaa chaahat kaisi hai tune mujhko bataayaa (dil churaa liyaa) -4

Verse 3

ka: paaNv zamin pe paDte nahin ab main uDne lagi hooN havaa mein a: Khushboo banke bikhri paDi hain teri zulfen aaj fizaa mein ka: (tune jaadoo ye kaisaa kiyaa re) -2 a: (dil churaa liyaa) -2 ka: (dil churaa liyaa) -2

Verse 4

chorus: aa haa aa haa.. ka: teri in baaNhoN mein mujhko ab to jeenaa marnaa hai a: soch liyaa hai had se ziyaadaa ab ishq tujhe karnaa hai ka: (maine maanaa tujhe hi piyaa re) -2 a: (dil churaa liyaa) -2 ka: (dil churaa liyaa) -2

Verse 5

a: teri pahli nazar ne meraa chain churaayaa teraa Khvaab jo aayaa raatoN ko jagaayaa ka: teri pyaas ko maine hoNThoN pe sajaayaa chaahat kaisi hai tune mujhko bataayaa a: (dil churaa liyaa) -2 ka: (dil churaa liyaa) -2 a: haa haa haa aa haa haa ka: hey hey hey hey hey hey hey hey laa laa laa laa a: laa raa laa raa laa raa laa raa laa raa laa ka: hey hey hey hey hey hey hey laa laa laa laa laa laa