Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

Script

Verse 1

ku: chaaroN taraf tanhaai hai, ek udaasi chhaayee hai soch ke uski baatoN ko, aaNkh meri bhar aayee hai chorus: aa aa aa ku: bechaini hai saaNsoN mein, dard uThaa hai seene mein bichhaD ke apne dilbar se, aaye mazaa na jeene mein kitnaa mujhe taDpaati hai (vo laDki bahot yaad aati hai) -2 (kabhi mujhko hansaaye kabhi mujhko rulaaye mujhe kitnaa sataati hai) -2 (vo laDki bahot yaad aati hai) -4