Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Qayamat Qayamat

Script

Verse 1

chorus: (qayaamat hooN main) -4 he: (tujhe apnaa banaanaa thaa, mulaaqaat ek bahaanaa thaa) -2 mujhe to dil churaanaa thaa, mulaaqaat ek bahaanaa thaa he, ko: (qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hooN main) -2 he: tujhe apnaa banaanaa thaa, mulaaqaat ek bahaanaa thaa

Verse 2

he: main na kai raatoN se soyee hooN tere hi KhayaaloN mein khoyee hooN so: maine ise chhoo ke bhi dekhaa hai teraa ye badan hai ke sheeshaa hai he: sanam jaadoo chalaanaa thaa, o mulaaqaat ek bahaanaa thaa so: mujhe to dil churaanaa thaa, ho mulaaqaat ek bahaanaa thaa he, ko: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hooN main so: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu

Verse 3

chorus: (qayaamat hooN main) -4

Verse 4

so: teri gori baahoN mein jeenaa hai mujhe teri aaNkhoN se peenaa hai he: ye jo mere hoNThoN ki laali hai tere liye maine sambhaali hai so: tujhe paagal banaanaa thaa, ho mulaaqaat ek bahaanaa thaa haa he: mujhe to dil churaanaa thaa, mulaaqaat ek bahaanaa thaa so: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu he, ko: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hooN main so: tujhe apnaa banaanaa thaa mulaaqaat ek bahaanaa thaa he: mujhe to dil churaanaa thaa ho mulaaqaat ek bahaanaa thaa so: (qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hai tu he: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat hooN main) -2